Main To Sooraj Hun Meri Umar Hi Kitni Hai
Main To Sooraj Hun Meri Umar Hi Kitni Hai
Shaam Hote Hi Bhula Daite Hain Tere Shehar Ke Log
عشق میں اپنا الا مقام پیدا کر
نیا زمانہ نے صوبۂ و شام پیدا کر
کرنا ہی ہے تو محنت سے پہاڑوں کو سر کر
اس معاشرے میں اپنا بھی اک نام پیدا کر
چاہیے اگر جنّت تو اس کے لئے تو
سر توڑ محنت اور اچھا اخلاق پیدا کر
ہر کام کو کرنے کے لئے ممکن
خود میں ہمّت و جذبہ اور استحکام پیدا کر
نہ ہو گی منزل دور تم سے
اپنے گرد ماں باپ کی دعاؤں کا دائرہ پیدا کر
مت بیٹھ چپ ہر غلط کو دیکھ کر
کہ یہ تیرے لوگ ہیں ان پر مہربانی کے وصاف پیدا کر
مت بن اتنا سنگدل ک جو تیری نہیں پہچان
کہ یہ تیرے اپنے ہیں ان پی رحم ک وصاف پیدا کر
مت پر بحث میں ان ک ساتھ کہ یہ
رحمان کے ہیں بندے ان میں انصاف پیدا کر
تو نہیں ہار سکتا کہ تو ہے مومن
خود میں صبر اور انتظار کے اوصاف پیدا کر
آوارگی اور فرق رہنا تو نہیں ہے تیری پہچان
کہ تو ہے آدم کی اولاد تو خود میں اپنایت کا احساس پیدا کر
نہیں ہے کوئی ام کہ تو ہے پاکستان کی پہچان
خود میں انچایوں کو چھونے کے اوصاف پیدا کر
اپنے گریبان میں جھانک کر دیکھ یہ نہیں ہے تیری حقیقت
تو اپنے بھی کے لئے خود میں جذبہ ا ایثار پیدا کر
Akhir Na Chali Koi Bhi Tadbeer Hamari
Ban Ban K Bigarney Lagi Taqdeer Hamari...
Koi Puchey To Zulaikha Se Mohabbat Ka Muqam
Jisko Yousaf Bhi Mila Or Jawani Bhi...
Apne jitny yaad utha ke
Raat jalane aaya hai
Itna chamka bhujh hi gaya hai
Raat barhany aaya hai
Raat chamak liya saara
Ye rah kaisa aya hai
Raat ke pyaaly per
Soraj ko gussa aya hai
Jugnoo jugnoo jugnoo
Din charh aaya hai
Jugnoo jugnoo jugnoo
Din charh aaya hai
Chalo mar jate hain tum par
Batao dafan karo gay seeny mein
Dil Ko Ab Tark-E-Tamanna Pe Karengy Razi
Yoon Shab-O-Roz Muhabbat K Sitam kon Sahey...
Aik Duniya Ne Mujh Ko Chaha Hai
Aik He Shaks Hai Duniya Meri...
Koi Tadbeer Bhoolne Ki Nahi
Yaad Aney k So Bahane Hain...
Sabar Be-Misl Tha Himmat Thi Bla ki Meri
Par Teri Bat Thi Sehne Mein Zra Waqt Laga...
hawa ki sarsarahat si
giray patton ki aahat si
koi awaz aati hai
Ye Dil Dasht E Muhabbat Hai
Mohabbat Dasht jaisi hai
Duain beasar jaisi
kisi khali nazar jaisi
Udasi pheal jati hai
Ye Dil Dasht E Muhabbat Hai
Mohabbat Dasht jaisi hai
Mohabbat barishon mein bighti larki k jaisi hai
kai rangon k pholon mein chopi kirki k jaisi hai
kisi ko mil bhi jati hai
kisi se kho bhi jati hai
yonhi hansti rolati hai
Ye Dil Dasht E Muhabbat Hai
Mohabbat Dasht jaisi hai
Chalo hum mil k in piyase sarabon se guzar jayein
Chalo ek bar phir pichle zamano mein utar jayein
kasak pichli mohabbat ki
Talab un guzishta chahat ki
Nazar mein jhel milati hai
Ye Dil Dasht E Muhabbat Hai
Mohabbat Dasht jaisi hai
Wafa k raste duniya se ho kar kyun guzarte hain
Sabhi jazbe na jane kyun fana k ghat utarte hain
ye duniya dil k khabon par duaon k sarabon par sada bijli girati hai
Post a Comment