Altaf Hussain Hali Best Poetry Collection #1 - Urdu Hindi Love Poetry

Altaf Hussain Hali Best Poetry Collection #1

Altaf Hussain Hali was a 19th century Urdu poet, playwright, and journalist from British India. He is best known for his poem "Musaddas", which is considered one of the most important works of Urdu literature. Hali was also an influential figure in the Indian independence movement and used his writing to promote the idea of a united India.

Altaf Hussain Hali Best Poetry Collection  #1 

Some of Altaf Hussain Hali's famous poetries are:


  • "Musaddas" - A long poem that explores the social and political issues of his time, and is considered one of the most important works of Urdu literature.

  • "Hayat-i-Jawid" - A biography of the Prophet Muhammad which is considered one of the most important works of Urdu prose.

  • "Sab Ras" - A collection of ghazals and poems that reflect the poet's deep knowledge of classical Urdu literature.

  • "Panj Ganj" - A collection of five ghazals that reflect the poet's spiritual and philosophical views.

  • "Mauj-i-Darya" - A collection of poems that reflects the poet's love for his country and people.

  • "Nigar-i-Sultana" - A poem that expresses the poet's love for the Urdu language and its rich literary heritage.

Hai Justuju ke ḳhoob se hai ḳhub-tar kahan

Ab Thaharti hai dekhiye ja kar nazar kahan

Hain daur e jam e avval e shab mein ḳhudi se duur

Hoti hai aaj dekhiye hum ko sahar kahan

Ya Rab is iḳhtilat ka anjam ho ba-ḳhair

Tha us ko hum se rabt magar is qadar kahan

Ek umer chaiye ke gavara ho nish-e-ishq

Rakhi hai aaj lazzat-e-zaḳham-e-jigar kahan

Bus ho chuka bayan kasal-o-ranj-e-rah ka

Khat ka mire jawab hai ai nama-bar kahan

Kaun o makan se hai dil-e-vahshi kinara-gir

Is ḳhanuman-ḳharab ne Dhunda hai ghar kahan

Hum jis pe mar rahe hain woh hai baat hee kuch aur

Aalam mein tujh se laakh sahee tu magar kahan

Hoti nahi qabool dua tark-e-ishq ki

Dil chahta na ho to zuban mein asar kahan

Hali nashat-e-naġhma-o-mai Dhundhte ho ab

Aaye ho waqt-e-subh rahe raat bhar kahan


—----------

Hoti Nahi Qabool Dua Tark e Ishq Ki,
Dil Chahta Na Ho Toh Zuba’n Mein Asar Kahan

—----------
Farishte Se Barh Kar Hai Insaan Ban’na,
Magar Iss Mein Lagti Hai Mehnat Zyada

—----------
Dil Se Khayal e Dost Bhulaya Na Jaye Ga,
Seene Mein Dagh Hai Ke Mitaya Na Jaye Ga

—----------
Ishq Sunte Thay Hum Jissey Woh Yehi Hai Shayad,
Khud Ba Khud Dil Mein Hai Ek Shaks Samaya Hua

—----------

Note: Hali is also famous for his Urdu poetry collection called "Diwan-i-Hali"
Powered by Blogger.